Friday 24 June 2016

Istikhara Nikah ka Tareeqa How to do Istikhara

Posted on 21:21:00

Istikhara nikah k liye:

Hum istikhara kisi bhi kam main Allah ki raza maloom krne k liye krte hain, khas tor pe jub nikah k rishte main bandhna hota hai to hum istikhara krte hain ta k un ko pata chale k wo rishta un k haq main behtar hai ya nahi or Allah ki raza shamil hai ya nahi. Nikah jaise anmol rishte k liye istikhara zarur kijye.

Jis larkay ya larki k liye istikhara krna ho to us ka tasawwur krte huwe isha ki namaz k bad 111 bar "Ya Aleemu" us k bad ayat no:32 sura al-baqra 100 bar or phir 111 bar "Ya Aleemu" parhiye or so jaen. Insha Allah khawab main rishte k bare main pata chal jae ga.

In English:

Istikhara for marriage:

We do istikhara to get to know Allah's will in any matter, specially when we are getting married we want to know whether this proposal is good or bad for us and also want to know that Allah is happy for this.Do this istikhara as following:

Read 111 time "Ya Aleemu" then recite 101 time ayat no:32 sura al-baqra and then 111 "Ya Aleemu" after isha prayer and imagine about girl or boy and then sleep. Insha Allah you will see the result in nightmare.

No Response to "Istikhara Nikah ka Tareeqa How to do Istikhara"

Leave A Reply