Friday, 6 December 2013

Sehar zada ki Pehchan

Posted on 02:01:00

Jis tarha her beemari ki pehchan hoti hai usi tarha jadu ki pehchan hoti hai aur jis tarha beemari ka ilaj hota hai usi tarha jadu ka b ilaj hota hai aur jis tarha kuch beemario me sabr se kam lena parta hai ilaj jaldi ni hota usi tarha jadu k ilaj me b step by step ilaj hota hai kiu k agar jismani maraz jadu ki wajah se ho to jub tak jadu ki kat na ho to dawa assar ni karti.
1- jis tarha sugar ka ya dil ka mareez moody aur chir chira hota hai usi tarha jis pe jadu kia jata hai chir chira hojata hai.
2- choti choti bato per larna.
3- zehni tor pe bezar.
4- baghair kisi wajah ke rona.
5- shaitani kaam pasand ana her bura kaam acha lagna.
6- khud ko bud qismat kehna aur Allah ki rehmat se mayo0s hona.
7- kisi ki bat na sun’na ye jante huwe k wo ghalat kar raha hai.
8- jub jadu ka hamla hota hai to saans ukhar jati hai. Dil zor zor se dharakne lagta hai.
9- musalsal lagatar jadu k assar se balo ka girna.
10- namaz me dil na lagna bulkay namaz me dil na laga pana.
11- jis ghar me shadid jadu ka assar ho to wahan jo janwar hote hain unke b bal girna shuru hojate hain aur kuch khana peena chor dete hain.
12- ghar me kho0n k cheentain dekhna.
13- sir me lagatar dard dawa khane se b ni jata.
14- subha uth kar fresh mehso0s na hona raat ko neend na ana gardan me dard kheenchao bojh lagna boht susti mehs0os karna.
15- ghar k andhere corners se dar lagna agar us corners pe jain to jism k right side pe bojh jism me sirsarahat sir k balo me hurkat.
16- ghar me ajeeb si smell ana
17- jism me se hawa ka guzarne ka ehsas

No Response to "Sehar zada ki Pehchan"

Leave A Reply